Awesome Shayari ๐Ÿ˜˜ (@awesomeshayari) [similar]

SHAYARI ๐Ÿ˜˜๐Ÿ˜ . TURN ON POST NOTIFICATIOON ๐Ÿ”” . DM โžก๏ธ Your Shayarisโ€‹ Will Be Posted. ๐ŸŽ

Awesome Shayari ๐Ÿ˜˜ (@awesomeshayari)

#Kitni_Mohbhat_hai_136
.
Sneha Kartik ke room ma jaati hai..... Waha Naira already hoti hai usse bilkul bhi acha nhi lagta... Sneha :- Hi kartik.. Kartik :- Hi
Naira :- Bye u both enjoy i vl come later... Naira room se nikal jaati hai but wahi chup ke khadi hoti hai nd apne cell ma record karti hai... Sneha Kartik ke pas bethti hai.. Sneha :- Kya tumhari lyf ma koi aur hai
Kartik :- Nhii
Sneha :- To fir tum hum dono ko chance to de hi sakte ho
Kartik :- Tum bohot achi ho no doubt but meine kabhi tunhe uss nazar se nhi dekha aur naa dekh pauga
Sneha :- To tumhare aur Naira
Kartik :- Hum dono sirf frnds hai
Sneha :- To fir tum mere sath thoda tym spend karo sayad tumhara mind change ho jaaye.. Kartik :- Ok
Sneha :- Kal bahar chale for movie
Kartik :- Sure
Sneha Kartik ko hug kar leti hai but Kartik nhj karta..... Naira record karke sabke pas jaati hai... Naira :- Khushi
Khushi :- Yes
Naira :- where is Maan?. Khushi :- umm he is wid Geet di
Naira :- where is Geet?
Khushi :- Garden
Naira :- Ok thanks.... Naira Garden ma jaati hai jaha Maan apni knees pe betha hua hota hai... Maan :- Ab to woh magical word bol do i can't wait
Geet jaise bolne jaati hai
Naira :- sorry for disturbance but i have urgent work wid Maan
Geet :- u didn't disturbed come here.
Naira dono ke pas jaati hai... Naira :- Hear this audio nd tell me meaning in English its urgent
Maan :- whose voice is this?
Naira :- I vl say it afterwards but tell me meaning plz fast
Maan puri audio sunnta hai then Naira ko bolta hai isse Naira ka temperature kaafi badh gya hai
Maan :- why did u record it?
Naira :- (fully in anger) She is trying to snatch kartik from me that won't happen i hate sneha
Maan :- But u nd Kartik r frnds then how she is snatching
Naira :- Kartik is mine only mine i love him i wont see him wid any other
Naira gusse ma apne room ma chali jaati hai usse pata bhi nahi chala ki usne apni feelings Maan Geet ke samne bol di
Geet :- Yaani Naira Kartik se pyar karti hai but usse ehsaas nhi hai gusse ma bol gyi
Maan :- Haan but Kartik ki feelings kya hai woh bhi pata honi chahiye naa hame
Geet :- Haa
Maan :- Chalo pata karte hain
Geet :- Kaise
Maan :- ๐Ÿ‘‡

Awesome Shayari ๐Ÿ˜˜ (@awesomeshayari)

#Kitni_Mohbhat_hai_135

Thodi der ma khushi aati hai woh Geet ke pas jaati hai Geet usse work deti hai usme busy ho jaati hai..... Arnav dekhta hai ki khushi aa gyi hai..... Arnav khushi ke pas jaata hai
Arnav :- muje tumse kuch baat karni hai
Khushi :- mujse kaha kya
Arnav :- Haa
Khushi :- Oh my god angry bird ko mujse baat karni hai ego hurt to nhi higa naa tunhara ab baat karne aaye ho to bolo kya baat karni hai.
Arnav :- garden ma chalo batata hu
Khushi :- Ma aisi waisi nhi hu jo garden ma bula rhe ho
Arnav :- jyada dimag mat chalao waise bhi nhi hai tumhare pas tumhe touch bhi naa karu kabhi sirf baat karni hai chalo ab
Khushi :- Haa aa rhi hu ek to baat khudko karni hai usme bhi gussa aaj kal ka to jamana hi kharb hai
Arnav :- bina bole bhi aa sakti ho mere sath
Khushi :- Ma kuch boli hi kaha
Arnav :- fine nhi boli
Dono garden ma jaate hain.. Khushi :- bolo kya bolna hai
Arnav :- will u marry me for six months?
Khushi direct slap maarti hai
Khushi :- Yeh Kaisa mazak hai Haa
Arnav :- Kya mazak hai 6 month ke liye shaadi karni hogi mujse uske badle jo chahiye woh dunga ma nd uske baad ma khud kisi ache ladke ke sath shaadi kara dunga
Khushi :- use karna 6 month Haa itne girre hue ho tum
Arnav :- Tumhe touch bhi nhi karuga sirf kisiki kuch dikhana hai isliye
Khushi :- Tumhare dikhane ma meri puri lyf ma barbaad karoge wow ma tumhari tarah pagal nhi hu agar ab mere samne aisi baate ki to acha nhi hoga bade aaye rent pe shaadi karne wale shaadi ka matlab bhi pata hai tumse to kabhi naa karu arrogant huhh.
Khushi waha se chali jaati hai but Arrogant word se Arnav ka temperature badh gya tha... Arnav :- kya problem hai sabki jo Dekho arrogant bolti hai tumse to shaadi karke rahuga khushi shefali ko prove kar dunga lekin tunhare sath kabhi kuch galat nhi karuga promise
#Scene change
Kartik Naira ke pas jaata hai... Naira :- hey now everything is ok naa
Kartik :- still not ok
Naira :- why
Kartik :- dad had told me to stay away from mom
Naira :- he is angry that's why he said like this he vl never stop u from meeting mom ok
Kartik :- Hmm what r u doing?
Naira :- learning Hindi
Kartik :- Ohh god still u r in this onlyy
Naira :- yeah ๐Ÿ‘‡

Awesome Shayari ๐Ÿ˜˜ (@awesomeshayari)

#Kitni_Mohbhat_hai_134

Kartik was feeling guilty about all this...... Tabhi Kartik ko call aata hai..... Kartik :- Haa bolo
Person :- Jo video bheji thi woh edited hai
Kartik :- Ok Thanks..... Kartik started crying..... Naira Kartik ke pas aati hai.. Naira :- Hey dont cry.... Kartik Naira ko hug kar leta hai tightly... Kartik :- what i should do now mom is in this situation just coz of me how can i be so rude to her all this is just coz me dad mom vl never forgive me she did everything for me what i did i never did anything for her just hurted her.... Naira :- Dont cry everything would be alright......go nd meet her she is just asking for u
Kartik :- yeah i m going.. Kartik hug break karta hai Naira Kartik ke Tears clean karti hai..... Kartik room ma jaata hai.... Kritika so chuki thi Karan ki arms ma.... Karan Kartik ko dekhta hai nd kaafi gusse ma aa jaata hai....... Karan :- Aap sab jao rest karo ma yaha hu Kritika ke pas.. Kriya :- Ma yahi rahugi mom ke pas
Karan :- Kriya tum jao shaadi ki prepartion karo jab jarurat hogi ma bula lunga
Kriya :- But dad
Karan :- meri baat nhi maanogi
Kriya :- Ok dad
Sab room se chale jaate hai but Kartik ab bhi wahi hota hai... Karan :- kaha tha naa Kritika ke aas pas mat aana
Kartik :- Dad plz I m sorry
Karan :- I don't want it don't call me dad u want ur fake mother go wid him don't hurt Kritika
Tabhi Kritika uth jaati hai... Kritika :- kya hua karan
Karan :- kuch nhi tum so jao
Kritika :- Kartik tum aa gye kab se wait kar rhi thi tunhara kaha chale gye the tum
Karan :- Abhi rest karo tum.
Kritika :- Nhi muje abhi baat karni hai..... Yaha aao Kartik
Kartik Kritika ke pas jaata hai
Kritika Kartik ka face hand ma leti hai.... Kritika :- I know tumse itne saalo tak sach chupaya tha but isliye coz ma tumhe apna maanti hu muje koi property kuch nhi hai bas tumhe chahti thi woh juth bol rhi thi
Kartik :- (started crying) i know mom i m sorry meine aapko bohot hurt kiya hai naa i m sorry meri wajah se aapki itni tabiyat kharab hai i m sorry mom
Kartik Kritika ko hug kar leta hai....... Kartik :- I m sorry.. Kritika :- no more sorry dont cry
Kritika hug break karti hai nd Tears clean ๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡

Awesome Shayari ๐Ÿ˜˜ (@awesomeshayari)

#Kitni_Mohbhat_hai_133

Geet :- (chillati hai) Kriya Anuki Aunty Dadi kaha ho sab Kritika aunty ko chot lagi hai jald aaiye plzzz
Sab jaldi jaldi aate hain Kriya doctor ko nd Karan ko call karke bulati hai...... Kritika was breathing heavily woh behosh thi.. Doctor jaldi se aate hain Kritika ka checkup karte hai to pata chalta hai ki Kritika ko minor Heart attack aaya hai & head pe bhi kaafi gehri chot lagi hai.... Kritika ko jaldi jaldi Oxygen pe rakhte hai she was under observation.... Tabhi Karan bhi aata hai... Karan :- kya hua Kritika ko
Kriya :- (crying) woh dad mom
Karan :- bolo kya hua
Kriya :- Mom ko minor heart attack aaya
Karan was like just shocked woh Kritika ke pas jaata hai..... Kritika ab bhi behosh thi..... Karan Kritika ke pas bethta hai
Karan :- Kritika open ur eyes
Doctor :- Abhi tym lagega 2-3 hours ma hosh aa jayega stress ki wajah se..... I think kisi baat ka shock laga hai..... Karan stress baat sunn ke gusse ma Aaa jaata hai... Karan sabke pas jaata hai puri family aa chuki thi but Kartik waha nhi tha.... Karan :- Aaj office jaane ke baad ghar pe kya hua aisa jo Kritika ko itna stress le liya... Anuki :- kuch bhi nhi hua tha tum gye uske baad Kritika apne room m hi thi
Tabhi Kartik aata hai Divyanka ke sath..... Karan already kaafi gusse ma tha Kritika ki halat ko lekar tabhi Divyanka ko dekhta hai.
Karan :- Tum yaha kya kar rahi ho niklo yaha se
Kartik :- Dad plz aap meri mom se aise baat nhi kar sakte
Karan :- kon Maa Haa apni mom ko dekha hai kis halat ma hai woh jaake Dekho room ma
Kartik :- Woh Meri Maa nhi hai woh ek aisi insan hai jisme property ke liye mujse meri Maa ko aur aapko aur meri Maa ko durr kar diya ab aisa nhi hoga ab woh iss ghar se bahar hongi
Karan ka gussa out of control ho chuka tha woh Kartik ke pas jaata hai nd slap maarta hai.... Karan :- To tumhari wajah se Kritika ki yeh halat hai great apni Maa pe pyar aa rha hai kyu ki usne bola ki Kritika aisi hai tumhe koi andaza nhi hai ki Kritika ne kitna sacrifice tumhare liye kiya hai.... Yeh girri hui Divyanka pe pyar aa rha hai uss aurat pe pyar aa rha hai jisne janam dete hi fek diya tumhe ek baar bhi dekha nhi ki tum kon ho kya ho๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡

Awesome Shayari ๐Ÿ˜˜ (@awesomeshayari)

#Kitni_Mohbhat_hai_132

Sab shaadi ki prepartion ma busy the as 2 week baad shaadi hai....... Geet bhi Kriya se milne aayi hui thi Shaadi ke plans nd sab discuss karne ke liye... Arnav kuch office ke kaam ke liye bahar jaata hai he was going tabhi usse raaste ma Shefali kisi ladke ke sath dikhti hai Arnav car rokta hai & bahar nikalta hai nd Shefali ki taraf badhta hai.... Shefali :- I love you
Person :- I love you too
Arnav yeh baat sunn ke to jaise tut hi gya.... Woh shefali ke pas jaata hai... Arnav :- (fuming in anger) Shefali
Shefali :- Don't disturb if u wanna meet me come later... Shefali yeh nhi jaanti thi ki woh Arnav hai.... Arnav ka gussa our of control ho chuka tha.... Arnav Shefali ka hand pakadta hai nd forcely apni taraf turn karta hai..... Shefali was just shocked to see Arnav... Shefali :- Hi baby
Arnav directly slapped her.... Arnav :- U cheated me
Shefali :- No never how can i cheat u
Arnav :- Just shutup i heard everything
Shefali :- u heard naa then get lost
Arnav :- u get lost u don't deserve me
Shefali :- Ohh really but thing is u r most arrogant person i have ever no one can be wid u in relationship marriage is far
Arnav :- Girls r dying to be wid me but i chosed u coz i have true feelings for u
Shefali :- Arrogant person doesn't have true feelings girls like ur status u r prince if u leave ur prince personality then nobody would be wid u nd if u r prince then also nobody vl marry u see that girl in that shop...... That behenji
Arnav dekhta hai woh khushi hoti hai..... Shefali :- that behenji also won't marry u if that type of girl marry u then i would say that u have something
Arnav :- I vl marry that girl nd i vl show u that i too can get married nd u don't deserve me.... Arnav waha se chala jaata hai...... #Scene change
Kartik apne room ma tha kuch work kar rha tha tabhi uske cell ma kisika msg aata hai woh dekhta hai ki video hai kisi unknown no se. so woh download karta hai..... Kartik woh video play karta hai uss video ma Divyanka & Kritika hoti hai... ****Video starts*****
Divyanka :- Ab to muje mera beta de do itne saalo se usse durr rakha hai
Kritika :- Tumhara beta tha ab mera hai
Divyanka :- ๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡

Awesome Shayari ๐Ÿ˜˜ (@awesomeshayari)

#Kitni_Mohbhat_hai_131

Kartik gusse ma ghar aata hai.... Kritika :- kya hua kartik gusse ma kyu ho
Kartik :- Ma usse kabhi baat nhi karuga kabhi bhi nahi
Kritika :- kisse baat nhi karega
Kartik :- kuch nhi ma room ma jaa rha hu
Kartik apne room ma chala jaata hai.... Thodi der baad Naira gusse ma aati hai.... Kritika :- Naira
Naira :- I vl never ever talk to him I hate him i going back tomorrow... Naira wid teary eyes apne room ma chali gyi.... Kritika confuse ho gyi ki hua kya hai dono ko.... Thodi der baad Kriya ghar pe aati hai.... Kritika :- Tum bhi gusse ma ho kya
Kriya :- Nhi mom ma kyu gussa hougi kyu aur kon gusse ma hai
Kritika :- Naira Kartik dono gusse ma the Naira wapis jaane ki baat kar rhi thi pata nhi kya hua
Kriya :- Ma batati.... Kriya sab batati hai Kritika ko.... Kritika :- To yeh baat hai
Kriya :- Haa
Kritika :- koi baat nahi Dinner pe patchup kara dungi... #At night
Sab dinner ke liye aa jaata hai but Naira nhi aayi hoti hai.... Kritika :- Naira kaha hai
Kriya :- Ma bula ke laati hu.... Kriya Naira ko bulane jaati hai but Naira dinner ke liye naa bol deti hai....... Kriya :- na bol rhi hai dinner ke liye.... Kartik uthta hai Naira ke liye khana leta hai nd Room ma jaata hai...... Naira corner ma bethi hui thi aur ro rhi thi... Kartik Naira ke pas jaata hai nd dinner side ma rakhta hai.... Kartik :- why r u crying?
Naira :- who r u? I don't want to talk to you
Kartik :- stop crying now
Naira :- why u r caring for me
Kartik :- coz u r my cute frnd
Naira :- I m not ur frnd go nd talk wid that girl nd leave me anywhere
Kartik :- She was my classmate nd u were busy wid ur new frnd so i came alone
Naira :- I wasn't busy u were not wanting ne to come wid u
Kartik :- Ok i wasn't wanting happy
Naira :- fine... Naira uthti hai nd apna bag nikalti nd cupboard open karti hai nd bags pack karne lagti hai... Kartik :- what r u doing?
Naira :- can't u see i m packing i dont want to stay here i m going back rit now
Kartik :- u r not going.
Naira :- I vl go
Kartik Naira ke pas jaata hai aur apne close kheech leta hai..... Kartik :- u wont go
Naira :- I vl go
Kartik :- but why
Naira :- coz i can't see u ๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡

Awesome Shayari ๐Ÿ˜˜ (@awesomeshayari)

#Kitni_Mohbhat_hai_130

Reyansh Kriya CCD ma bethe hote hai nd baat kar rhe hote hai plan kar rhe hote hai ki kaise shefali ka sach samne laaye...... Geet Maan ek shop ma hote hai Maan Geet ke liye shopping kar rha hota hai....... Ab mall ma entry hoti hai Kartik Naira ki..... Woh dono bhi kaafi shops ma jaate hain but Naira ko kuch pasand hi nhi aa rha hota hai..... Dono Dusri shop ma jaa hi rhe hote hai ki Naira ki nazar glass se Kriya Reyansh pe padti hai.... Naira :- Kriya here
Kartik :- Where
Naira point karka dikhati hai
Naira :- Come
Kartik :- Let them spend some time
Naira :- oh god only for 5 min come naa i want to tease them
Kartik :- Fine lets go
Dono jaate hai.... Naira :- someone is secretly meeting
Kriya turn karti hai... Kriya :- Not secretly
Naira :- I know I know secret date nd all Reyansh u forgot me I thought u vl take me om date atleast for coffee this is not fair
Reyansh :- Now what i can do Kriya never leaves me alone how can we go on date
Kriya :- huhh u never leave me alone always come wid me everywhere
Reyansh :- Ya i know i always but what can i do i can't live without you naa
Naira :- Awwww so sweet
Reyansh :- I have one offer for u Naira
Naira :- what is that offer
Reyansh :- we can go on double date
Naira :- not such a bad idea
Kriya :- Date to muje kisi aur ki hi dikh rhi hai
Kartik :- kiski
Kriya :- samne dekhio
Sab dekhte hain Maan Geet ko ek dusre ka hand pakda hue kaafi cute lag rhe the dono.
Kriya :- Chalo unki lete hai
Naira :- what
Kriya :- lets tease them
Naira :- yeah
Sab slowly chupke dono ke pas jaate hai nd unke piche khade ho jaate hain... Kriya :- wow what a cute couple
Naira :- yeah so cute couple
Maan :- Yeh awaz kuch jaani pehchani nhi lag rhi
Geet :- Haa
Reyansh :- mud ke dekho insan bhi jaane pehchane hi lagege
Dono turn hote hai nd shock ho jaate hain
Maan :- sab yaha
Kartik :- wahi to tum woh bhi Geet ke sath kya baat hai
Maan :- jaisa aap log soch rhe hai bilkul waisa hi hai but abhi sirf meri taraf se hai yeh to answer hi nhi de rhe kahi kunwara na mar jau
Yeh sunn ke sab hasne lagte hai nd Geet apni nazre jhuka leti hai.. Sab aise hi baate kar ๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡

Awesome Shayari ๐Ÿ˜˜ (@awesomeshayari)

#Kitni_Mohbhat_hai_129

Naira Kritika ke pas jaati hai..... Naira :- Mom
Kritika :- Haa
Naira :- can I ask you something
Kritika :- Sure u don't have to take permission
Naira :- kartik Sneha are childhood friends
Kritika :- yes we r neighbours nd they both were in sme class
Naira :- Ok... Kritika :- why what happened
Naira :- yesterday we all were playing game in that sneha proposed Kartik
Kritika :- what kartik said
Naira :- he said no nd for that i m so happy i can't explain my happiness
Tabhi Kartik aata hai
Kartik :- kya baate ho rhi hai
Kritika :- Yahi ki ab tumhare liye ladki dundhni chahiye u r 25 now to batao muje kaisi ladki pasand hai tumhe
Kartik :- muje abhi shaadi nhi karni
Kritika :- but engagement kar hi sakte ho batao kaisi ladki chahiye
Kartik :- naira jaisi.
Kritika :- kiske jaisi
Kartik :- kuch nhi ma office jaa rha hu Naira i vl meet u in evening I m going office
Naira :- Ok bye.
Kartik :- Bye... Kartik office chala jaata hai nd Naira apna cell leke beth jaati hai nd hindi sikh rhi hoti hai.. #Scene change.
Geet kriya ki shaadi ki sab planning kar rhi hoti hai khushi ke sath mil ke but baar baar uske mind ma maan ka hi khayal aa rha tha.... Geet ko mann ho rha tha ki woh Maan ko call kare but fir ruk jaati thi... Maan :- Muje call karna chahti ho to kar lona ma bhi wait hi kar rha tha aapke call ka
Geet :- (in her mind) aaj kal din ma bhi dreams dekhne lagi hu geet focus on work bohot badi wedding gadbad nhi honi chahiye... Maan :- meri taraf Dekho to sahi
Geet :- Khushi tumhe koi awaz sunayi de rhi hai kya
Maan ishaare ma Khushi ko naa bolta hai
Khushi :- Nhi muje kuch sunayi nhi de rha
Maan :- I love you Geet ek baar meri taraf Dekho
Geet dekhti hai usse Maan dikhayi deta hai
Maan :- dekha ma hu naa yaha dream nhi dekh rhi
Geet :- Yeh dream aao yaha kaise
Maan :- Aapse milne aaya hu..... Waise red color kaafi suit karta hai aap pe
Khushi andar andar has rhi thi..... Geet :- Aap nhi ho
Maan :- Prove kar du ki ma yaha hu.
Geet :- Haaa
Maan Geet ke close jaata hai nd forehead pe kiss karta hai
Geet was just freezed... Maan :- Ab to aap maan gyi naa ki fir se karke dikhau
Geet :- Aap yaha ๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡

Awesome Shayari ๐Ÿ˜˜ (@awesomeshayari)

#Kitni_Mohbhat_hai_128

Geet apne ghar pohanchti hai.... G.mom :- Yeh kya tym hai ghar aanr ka sharm nhi hai 1 baj rha hai aur yeh kya kapde pehne hai mana kiya tha aise kapde pehne ka jaldi se badal le kisine dekh liya to baate hongi
Geet :- Sabki baato ko chod ke ek baar meri taraf bhi kabhi dekh lo kabhi yeh nhj pucha ki uske marne ke baad tu kaisi hai kya hai kya chahti kuch bhi nahi
G.mom :- kya puchu ma ki shaadi ke din meri beti ki bidaai tak nhi hui fir bhi woh vidhva Hai
Geet :- Aap rehne do ma apna dekh lungi aur muje jaisa thik lagega ma waise kapde pehenugi
Geet apne room ma chali jaati hai first tym usne himmat karke apne mom se baat ki thi aise.. Just coz sabne usse samjhaya specially Maan.... #Scene change
Kartik :- Naira..... So gyi hogi ek baar dekh leta hu.... Kartik Naira ke room ma jaata hai but door lock hota hai... Isliye woh wapis chala jaata hai..... #Next Day
Sab breakfast ke liye aa gye hote hai but Naira nhi hoti
Kritika :- Naira kaha hai waise ro sabse pehle aa jaati hai
Kartik :- so rhi hogi sayad kal late ho gya tha naa
Kritika :- Ma dekh ke aati hoon
Tabhi Naira aati hai.... Kritika :- Ma tumhare pas hi rhi thi oops
Naira :- Ma woh.... I forgot in Hindi actually i woke up late
Kritika :- its ok did u understood in Hindi
Naira :- yes i understood
Kritika :- come have breakfast
Naira aaj Kartik se alag bethti hai Kartik yeh dekh ke shock tha...... Sab Breakfast kar lete hain..... Then Naira wapis apne room ma jaane lagti hai Kartik ki taraf ek baar bhu nhj dekhti Kartik ko isse bohot hurt hota hai woh bhi Naira ke piche jaata hai..... Naira apme room ma pohanchti hai tabhi Kartik Naira ka hand pakad leta hai.... Kartik :- what happened to u why u r ignoring me?
Naira turn karti hai.. Naira :- I m not ignoring you
Kartik Naira ko apne close kheech leta hai nd waist se pakad leta hai...... They had eye contact.. Kartik :- Don't lie say truth what happened to u u never did like this when I m there u never seat away from me never ignore me
Naira :- I saying truth nothing happened to me i m fine
Kartik aur jyada close kheech leta hai.. Kartik :- Say truth
Naira :- where is sneha?
Kartik :- ๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡

Awesome Shayari ๐Ÿ˜˜ (@awesomeshayari)

#Kitni_Mohbhat_hai_127

Kriya :- Ma question puchugi bohot saare
Khushi :- acha pucho
Kriya :- Hum sab ma se tunhe acha kon nhi lagta
Khushi :- angry bird
Sab haste hai arnav ke siva woh gusse ma tha
Khushi :- dekh lo ab bhi angry bird hi hai
Kriya :- sabse cute kon lagta hai
Khushi :- Naira
Kriya :- wow umm tumhara bf hai
Khushi :- Nhii
Kriya :- Tum aur Arnav bhai kaha mile pehli baar
Khushi :- Ek shop ko bahar meri scooty girra di thi....... Khushi pura incident batati hai.. Arnav Gusse ma lal ho gya tha.... Aur sab Has rhe the..... Khushi :- Ek truth ma kitne question puch liye mujse ab continue karte hai.... Kartik :- u don't want to sit on ur chair
Naira :- I want to sit on ur lap do u have any problem
Kartik :- no i dont have any problem sit Comfortably
Naira :- Thank you.... Wapis bottle spin hoti hai iss baar Arnav pe rukti hai.... Arnav :- Truth
Kriya :- Ummm apni gf ka name kya hai
Arnav :- shefali
Kriya :- pic dikhao
Arnav pic dikhata hai sabko.... Reyansh :- Meime kahi dekha hai isse baat bhi ki hai
Kriya :- Acha kaha
Reyansh :- wahi to yaad nhi aa rha but i know her sure
Kriya :- Humse kab milvaoge
Arnav :- Teri shaadi pe
Kriya :- Pakka
Arnav :- Haa
Khushi :- ek no ki cheepri hai
Arnav :- kya kaha
Khushi :- Yeh bol rhi thi ab sirf sneha bachi hai sabka turn aa gya
Arnav :- Nhi nhi kuch aur hi bola kya bola bolo
Khushi :- Tumhari gf ke baare ma nhi bola hai
Arnav :- bolne ka sochna bhi mat
Khushi :- mari nhi jaa rhi bolne ke liye cheepri
Arnav :- kya kaha last ma
Khushi :- chaparganju kaha..... Game continue kare
Kriya :- No continue direct sneha pe aate hai..... Truth ya dare
Sneha :- truth
Kriya :- Ab tum bhi bata hi do koi hai tumhari lyf ma
Sneha :- Nhi hai
Kriya :- kisike liye feelings hai
Sneha :- Haa hai but kabhi bol nhi paayi
Kriya :- To aaj bol do sabne apni feelings bol di hai tum bhi bol do
Sneha :- abhi sabke samne
Kriya :- Haa just say it
Sneha :- Ok..... Sneha Kartik ki taraf turn hoti hai...... Sneha apni eyes close kar leti hai..... Sneha :- I love you so much Kartik i really love you
Everyone shocked sabse jyada Naira...... Sneha :- Kartik do you...... Naira :- I m going ๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡

Awesome Shayari ๐Ÿ˜˜ (@awesomeshayari)

#Kitni_Mohbhat_hai_126
Kritika wahi khadi hoti hai aur sab sunn rhi hoti hai tabhi Karan piche se aake Kritika ko hug kar leta hai.... Karan :- kya dekh rhi ho... Kritika :- Yahi ki hamare children kabhi bhi hame kiya hua promise nhi todenge fir chahe unhe sacrifice kyu na karna pade kuch.
Karan :- aisa
Kritika :- Haaa
Karan :- Ab inko akele rehne do hum chalte hain
Kritika :- Thik hai..
#Scene change
Geet :-, Truth
Reyansh :- I vl ask question to geet so my question is aapki lyf ma koi hai i mean someone special aapka hone wala lyf partner
Geet :- (in her mind :- kya soch rahi hai geet aaj nahi to kal sab ko sach pata chalega sab Maan ki tarah nhi hoge) mera lyf partner mere sath nhi hai unki death ho gyi hai
Reyansh :- what kaise kya hua unko.
Geet :- Shaadi ke din i mean hamari shaadi jaise hui ussi mandap ma unko heart attack aa gya aur unki death ho gyi..... Reyansh :- I m so sorry
Geet :- its ok
Reyansh :- lekin aap bohot ache aur beautiful bhi kriya se pehle aap mili hoti to aaj...... Jaise aage bolne jaata hai Kriya ek lagati hai.... Jisse dekh ke Geet smile karne lagti hai..... Reyansh :- aise hi smile kari aap jo hua usse bura phase samaj ke bhul jao
Kartik :- Haa aap bhul jao aapki lyf ma god me koi aur likha hai
Geet :- Ab meri shaadi nhi ho sakti i m.... Kartik reyansh :- Ab mat bolna.... Reyansh :- Yeh sab old thinking hai tumhe bhi lyf jeene ka equally haq hai agar woh ladka hoya to thodi ghar ma rehta dusri shaadi karta naa to fir aapko bhi haq hai yeh sab mat socho aap be happy...... Maan Geet ka hand pakadta hai..... Maan :- (slowly) kaha tha naa aap sab bhul jao yaha pe kisiko bhi aapke past se Fark nhi padega so smile
Geet :- Hmm..... Ab game continue karte hain.. Bottle wapis spin hoti hai iss baar Maan pe rukti hai..... Kriya :- truth dare
Maan :- Dare
Kriya :- ummm aap jisse pasand karte ho usse apni feelings bolo
Maan :- Yeh nhi.
Kriya :- its dare bhai u have todo it
Maan :- Ok baba doing... Maan khada hota hai nd Geet ke pas knees pe bethta hai..... Maan :- Ye Dil Kisi ko pana chahta hai,
Aur ushe apna bnana chahta hai..
Khud to chahta hai khusi se dhadkna,
Uska dil bhi dhadkana chahta hai.
Jo hasi kho ๐Ÿ‘‡

Awesome Shayari ๐Ÿ˜˜ (@awesomeshayari)

#kuch_khatti_Kuch_Mithi_Love_story

#part_134

3no boys perform krte h last me akshit sannaya ko ishara krta h

Sannaya: Hat renigode neem ke pakode Picchha kyon na chhode ghume dayein bayein Tujhko sudharoon jutti main utaroon Sar pe de maroon tere dhayein dhayein Romeo bina permit ho gaya Tu tohainvayi ainvayi ainvayiainvayi lut gaya Tu toh ainvayi ainvayi ainvayi ainvayi lut gaya Ho tu toh ainvayiainvayi ainvayi ainvayi lut gaya..(sannaya ki mst performance.) Akshit:O what a look, what a graceTenu hi karaan main chase What a naksh, what a nain Dil tera ho gaya fanWhat a smile, what a styleLutโ€™ti neendo ki ye fileKabhi soft, kabhi rudeKiller tera attitudeTere liye hi toh signal tod taad ke Aaya dilliwali girlfriend chhod chhad ke (takkar wala dance by akshit)

Priyanshi: Jo na karna tha kargi Main bhi kit jya ke margi Aachi khasi jattni changi Ghani bawri hogiMain ghani bawri ho gaiโ€ฆRoz sabere.. neem andhere..Ghar se bhaagi me bhagi ghar se thaare waasteBina baat ke ke..Beech raat ke ke..Neend se jaagi me jaagi neend se thare waasteDuniya ke bole?.. tu jaan de!Mhaare dil ki jaan leMain ghani bawli ho gaiโ€ฆ (Vikas ko chidhate huye perform krti h)

Vikas: Dil Da Mamla Hai DilbarHone Na Sone Hai Is Dil ParKhalbali Dil Ke AndarOhhhh Mast Mast KalandarDil Da Mamla Hai DilbarHone Na Sone Hai Is Dil ParKhalbali Dil Ke AndarOhhhh Mast Mast Kalandar (Priyanshi ko dance me jawab deta h)

Swati: Pairon mein bandhan hai,Payal ne machaya shor.Pairon mein bandhan hai,Payal ne machayaย shor.Sabย darwaaze karlo band,Sab darwaaze karlo band,Dekho Aaye, aaye chor. Pairon mein bandhan hai.(sweet si performance deti h jisse uski mumma emotional hojati h)

Swatiโ€™s mom: handa Meri Chanda Tujhe Kaise Mein YehSamjaoonMujhe Lagti Hai Tu Kitni Pyaari ReKhusiyan Jitni Hai Sab Dhoondh Ke LaoonTeri Doli Ke Sang Kar Do Sari ReTu (Sb senty hojate h meer sbko cheer krne Swati ka hath pkd k bich me le ata h)

MeeR: Hey Yaโ€ฆ Hey Ya..Hey Ya Heeriye Sehra Baandh Ke Main Toh Aaya ReHey Ya Doli Baarat Bhi Saath Mein Main Toh Laaya Re Ab Toh No Hota Hai Ek Roz IntezaarSoni Aaj Nahi Toh Kal Hai Tujhko Toh Bas Meri Honi ReTenu Leke Main Javanga, Dil Deke Main Javangaโ€ฆ Hey Yaโ€ฆ Hey Yaโ€ฆ (Sameer ko ๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡

Awesome Shayari ๐Ÿ˜˜ (@awesomeshayari)

#Kitni_Mohbhat_hai_125
Kriya :- nyc try but i m not interested filhal bags meri car tak le chalo yeh saza hai bags girane ki... Follow me... Reyansh Kriya ko follow kar rha tha... Kriya :- keep it in car
Reyansh car ma bags rakhta hai.... Reyansh :- Tumhara name??? Kriya :- Meri mom bolte hai ki strangers ko naam nhi batana chahiye... Better luck next tym..... Kriya chali jaati hai.... Reyansh :- Naam to ma pata karke rahuga...
Reyansh Kriya ki car ka no. Note kar leta hai...... Car no. Se pata chalta hai ki car Karan Singh ke naam se hai nd uska name kriya hai...
#Next Day
Kriya college jaati hai waha Reyansh already Kriya ka wait kar rha hota hai.... Reyansh Kriya ko dekhta hai... Reyansh :- Hi Miss actually Princess Kriya Singh
Kriya turn karti hai... Kriya :- You
Reyansh :- socha hi hello hi kar lu ab tum case to de nhi rhi.... Kriya :- Ooooo aisa ab mera picha mat karna nhi to.... Reyansh :- Nhi to kya maarogi chalo tumhare hatho se to marne ke liye bhi ready hu
Kriya :- oo god u r too much
Reyansh :- Isse too much ke sath ek coffee
Kriya :- Ok chalo
Dono CCD ma jaate hain nd Reyansh coffee order karta hai.. Reyansh :- mujse frndship karogi miss princess
Kriya :- ummmmm
Reyansh :- Ma waisa nhi hu jaisa tum soch rhi hu ma kaafi sarif hu
Kriya :- Acha aisa kitnj gf hai tumhari
Reyansh :- Ek bhi nhi tum Haa bolo to first hogi
Kriya :- Ok..... Reyansh :- so frnds
Kriya :- Ok but only frnds
Reyansh :- Yeahhh
Aise hi dono frnds bann gye Reyansh roz aata tha for coffee sometime movie Lunch Dinner kabhi sath nhi kiya coz raat ko bahar nikalna kriya ko allow nhi hai..... Dono taraf se feelings thi but Kriya apni feelings show nhi kar rhi thi..... One day..... Reyansh :- Hii miss Princess
Kriya :- Hiii
Reyansh :- I want to say something
Kriya :- bolo (in her mind :- plz I love you mat bolna ma rok nhi paugi khudko aur ma mom ka trust bhi nhi tod sakti)
Reyansh :- I love you i really love you from day i saw you do u?? Kriya uth jaati aur turn kar leti hai... Reyansh :- Kriya my answers i know u also feel for me
Kriya :- I don't feel for u.... I m sorry
Reyansh :- meri kasam tum feel nhi karti mere liye
Kriya :- I love you but ๐Ÿ‘‡

Awesome Shayari ๐Ÿ˜˜ (@awesomeshayari)

#Kitni_Mohbhat_hai_124

Kritika Divyanka ke pas jaati hai... Kritika :- Chalo mere sath
Divyanka :- kyu
Kritika :- jo bola karo
Divyanka kisiko kuch ishara karti hai then Kritika ke sath jaati hai.... Kritika :- kya problem hai tumhari Haa kyu mere bete ke piche padi ho... Divyanka :- tumhara nhi hai woh mera hai
Kritika :- jab birth diye hue bache ho bina dekhe choda tha tab beta yaad nhi aaya
Divyanka :- woh meri galti thi par woh hai to mera hi beta na
Kritika :- tunhara beta nhi hai woh sirf mera hai ab durr rehna aur kuch bhi batane ki try ki to mujse bura koi bhi nahi hoga.. Kritika iss baat se Anjaan thi ki koi unki video le rha hai... Divyanka :- mera beta hai aur ma usse apne pas laake rahugi jo ho kar lena.. Divyanka chali jaati hai waha se.. Kritika ki tension badh chuki thi woh Kartik ko sach pata chalne nhi dena chahti thi she was crying... Tabhi waha Karan aata hai Kritika ko dundhte hue.... Karan :- kya hua ro kyu rhi ho
Kritika Karan ke hug kar leti hai.. Kritika :- Woh mujse Kartik ko durr karna chahti hai aaj usne kartik ko sach bol diya but kartik ne nhi maana usse durr karona hamari lyf se
Karan :- woh kuch nhi kar payegi kaise prove kar Payegi ki tum Kartik ki mom nhi ho kartik tumse kabhi durr nhi jayega bas 2 week ki baat hai fir koi problem nhi hogi.... Stop crying.. Karan hug break karta hai nd Tears clean karta hai.. Karan :- Now smile
Kritika smile karti hai... Then dono wapis jaate hain.... Thodi der baad sab guest chale jaate hai...... Geet Khushi bhi ab jaa hi rhi hoti hai... Kriya :- Geet khushi wait kaha jaa rhe ho tum dono
Geet :- Ghar pe
Kriya :- Abhi ghar pe nhi jaa sakte abhi bohot Saara kaam hai chalo mere sath.... Khushi :- Ab kya kaam hai ma thak gyi hu yaar
Geet :- khushi
Khushi :- sorry chalo kaam karte hain... Kriya sabko bula leti hai sab bethte hai table pe.... Kartik :- waisa sab bethe kyu hai
Kriya :- Hum sab game khelne wale hai isliye
Everyone :- what
Kriya :- kya what aap meri itni si baat nhj maanege (sadly)
Kartik :- Sab manege
Kriya :- Thank you so game is truth nd dare lekin ek condition hai usme
Everyone :- kya condition
Kriya :- sabko question & dare๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡

Awesome Shayari ๐Ÿ˜˜ (@awesomeshayari)

#kuch_Khatti_Kuch_Mithi_Love_Story
#Part_133
Tino boys andar jate h n tino girls ka wait krne lgte hโ€ฆ Swati Priyanshi sannaya tino sth me enter krti h โ€ฆ Omg they are looking so adorableโ€ฆ. Tino ldko ka to muh khula k khula reh gya

Priyanshi: ohh no Swati boys ko dekho yr

Swati: ssshhhh Priyanshi jst ignore them as we decided( Swati jaan buj k muh fer leti h)

Sannaya: yr Swati ignore chod bht bdi gadbad hogyi jst turn around.

Swati: aisa b kya hogya yr (swati turn krti h ) omg Vikas n Priyanshi akshit n tumhari dress match ho rhi h sannaya.

Sannaya: yr yhi to bol rhi hu gdbd hogyi n tumhari aur MeeR ki b same h

Swati: chill girls dnt wry rha swal mera n MeeR ka to hm to pehle hi decide kiya tha yr bt tum Charo ka really bht danger coincident ho gya. Bt yr kch jama ni Priyanshi chal dress exchange kr lete

Priyanshi: oye q

Swati: tu aur meer couple h n

Priyanshi: yr dress change krne se better me bf change kr lu

Swati: shut up Priyanshi dekh tu dost h Meri lekin dobara majak me b MeeR ko chodke jane ki bat mat krna wrna muzse bura koi ni

Priyanshi: accha tu khud to ja rhi h *****Boys***** Vikas: ohh teri akshit Bhai teri to nikal padi sannaya ne matching dress pehen li

MeeR: Abe tera Priyanshi ka b to same h mera MeeRchi ka to fix tha

Vikas: are Bhai bhul gya mall me mile the tb Priyanshi n mene decide kiya tha

MeeR:wah Bhai bada shatir nikala tu
Akshit: tum log kro bate me Chala girls k pas
MeeR: oye rukh hm b aye. ****Girls**** Sannaya: hey stop it u both boys idhar arhe h

Swati: ohh no girls ignore chalo stage pr chalte *Tino girls stage pr jati h sameer unhe dekh k hasne lgta h

Sameer: yr shadi kal hogyi aj tum sb band party bn k q ghum rhe ho

Swati: kya Bhaiya jao muze ni krni apse bat

Sannaya: ha me b naraj hu jiju bye

Sameer: accha baba sry waise tum tino lag bdi kamal rhi ho *Tbhi tino boys stage pr ate h meer swati k close ja kr khada ho jata h

MeeR: sahi kaha bhai lag bdi kamal rhi h Meri MeeRchi

Swati : (meer se dur hoti h) excuse me jara dur reh k bat kiye

MeeR: accha ji jara niche chaliye kch bate krni h

Sannaya: ji jo kehna h yhi kahiye

Akshit: dil ki bat kehni h apse pyr hogya h

Sannaya: wo blue shervani me๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡

Awesome Shayari ๐Ÿ˜˜ (@awesomeshayari)

#Kitni_Mohbhat_hai_123

Kritika :- Naira ko bula lo engagement ka tym ho gya hai.. Kartik :- ji mom
Kartik Naira ko bula leta hai.... Kriya Kartik ko ring pehenaati hai Ab Reyansh ki mom Reyansh ko ring dete hai... Kriya :-, Ab pehnao bhi
Reyansh :- aise nhi kaha tha aaj ki raat special hogi.... So close ur eyes
Kriya apni eyes close karti hai.... Reyansh :- I know hamari first meeting pe tumne mujpe apne shopping bags girane ka case karne ka socha tha that was moment i fall for u.....nd everyday i see u i fall for u i want u to be wid me in each & every sec of my life will u be wid me for forever i really love you nd i vl always love you i wont hurt u never ever.... Kriya :- I love you too
Reyansh ring pehenaata hai kriya ko.... Tabhi unpe flowers girrte hai.... Kriya and reyansh ke frnds dono ko ek dusre ke close laate hai for hug..... Kriya hug karne se pehle Kritika ki taraf dekhti hai for permission.... Kritika Haa bolti hai... Kriya Reyansh ko hug kar leti hai Reyansh was like on seven cloud woh bhi hug kar leta hai.... Reyansh :- (slowly) First hug wow can't forget this moment... Kriya :- Itna bura tha jo bhul jaoge.
Reyansh :- Kuch jyada hi acha tha roz mil jaaye to day bann jaaye... Kriya :- Haa
Dono hug break karte hai....... Naira :- wow they r looking so cute
Kartik :- Yeaahhh
Tabhi Music start hota hai..... Kriya reyansh other couple center ma aate hai..... Kisi shaam ki tarah
Tera rang hai khila [ Maan Geet ka hand pakadte Ha nd center ma laata hai for dance
Dono bhi Dance start karte hain ]
Main raat ik tanha
Tu chand sa mila
Haan tujhe dekhta raha
Kisi khaab ki tarah
Jo ab saamne hai tu
Ho kaise yaqeen bhala
Toota jo kabhi taara, [ Sneha Kartik ke pas aati hai nd Kartik ko Dance ke liye le jaati hai]
sajna ve!
Tujhe Rabb se maanga
Rabb se jo maanga mileya veโ€ฆ
Tu mileya to jaane na dunga main
Haan maine suni hai [Geet Maan nd Kriya Reyansh ek dusre ma hi khoye hue the yaha Naira Kartik ke sath Sneha ko dekh ke kaafi jealous ho rhi thi dono ko close dekh ke]
Pariyon ki kahani
Waisa hi noor tera
Chehra hai tera ruhani
Aa tujhko main apni(aaja meri)
Baahon mein chupa loon
Haan apni iss zameen ko
Kar doon main ๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡

Awesome Shayari ๐Ÿ˜˜ (@awesomeshayari)

#Kitni_Mohbhat_hai_121

Khushi dekhti hai ki Arnav hai isliye woh bina kuch bole jaane lagti hai tabhi Arnav khushi ka hand pakad leta hai aur apne close kheech leta hai.... Ek sec ke liye dono ek dusre ko hi dekh rhe the.... Khushi :- chodo muje
Arnav :- sorry
Khushi :- apna sorry apne pas rakho muje koi shauk nhi hai kisiki lyf ma interfere karne ka jo dekha woh bola aur jealous woh bhi usse ma uski tarah kapde nhi pehenti utni rich nhi hai lekim jaisi bhi hu dusro ko cheat nhi karna aata... Arnav Khushi ke mouth pe hand rakh deta hai.... Arnav :- ek baar bolana sorry to rakho aur its ok bolo aur ma shefali se bohot pyar karta hu uske baarema koi kuch bole ma nhi seh sakta... Uske liye kuch bhi kar sakta hu
Arnav khushi le mouth pe se hand hatata hai..... Khushi :- kuch bhi kar sakte ho to waise to tum ho hi amirzaade to thodi tameez hi kharid lo thodi apne liye aur thodi apni uss cheapri ke liye
Itna bolte hi khushi wapis room ma chali jaati hai bina paani liye hai aur yaha Arnav ka dil maane ko tayar hi nhi tha ki shefali kabhi usse cheat kar sakti hai.... #Next Day
Aaj pure ghar ma kaafi chal pahal thi as aaj engagement hai Geet Khushi uthte hi apne kaam ma lag gyi..... Kritika Anuki priyanka bhi sab arrangement ma lag gyi... Geet kaam kar rhi hoti hai tabhi Maan jaata hai Geet ke pas... Maan :- Good morning
Geet :- Good morning
Maan :- Breakfast kar liya aapne
Geet :- ji Haa
Maan :- hamare bina hi kar liya aapne to
Geet :- hame jaldi uthne ki aadat hai isliye
Maan:- Ma bhi jaldi hi uthta hu bas aaj thoda late ho gya
Geet :- meine kab kaha aap late uthte ho
Maan :- Apne nhi kaha lekin kya hai naa sach sach bol dena usse baat jaldi aage badhti hai.. Geet :-..... Maan :- Waise aaj aap woh pink dress pehengi naa
Geet :- Nai pehen sakti
Maan:- Kyuu
Geet :- Mom allow nhi karte colors pehne ke liye
Maan :- Woh kyu
Geet :- woh ma wi.... Maan :- Don't say it again aur ab tym aa gya hai ki aap apni lyf ma colors lao aapko jo acha lagta hai aap woh karo kisi bhi parvah mat karo ma hamesa aapka sath dunga aue aaj se colorful dress hi pehna ma wait karuga aapka shaam ko woh bhi pink dress ma.... Maan itna bolte hi chala jaata hai..... ๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡

Awesome Shayari ๐Ÿ˜˜ (@awesomeshayari)

#Kitni_Mohbhat_hai_120

Kritika change karke aati hai.... Karan Kritika ka wait kar rha hota hai... Kritika :- kya hua ab so jao tum bhi chalo
Karan :- pehle tum yaha aao.
Kritika :- Aa rhi hu
Kritika Karan ke pas jaati hai nd Karan ki lap ma apna head rakhti hai.... Kritika :- bolo
Karan :- happy Anniversary nd Thank you so much meri lyf ma aane ke liye iss kangaroo ss itna pyar karne ke liye ki uski sabse badi galti ko..... Karan aage bolta uske pehle hi Kritika Karan ke lips pe finger rakh deti hai.. Kritika :- meine kaha tha naa iss topic pe kabhi baat nhi hogi
Karan :- Haa
Kritika :- to fir kyu kar rhe ho hum woh sab yaad karege to fir Kartik ko bhi sach pata chal jayega ki I m not his real mother... Karan :- u r his real mother don't u ever say this is.... Kritika Karan ko hug kar leti hai.
Kritika :- Thank you
Karan :- kisliye
Kritika :- For kartik
Karan :- Isme thanks kuch samja nhi ma
Kritika :- kangaroo ko waise bhi kabhi kuch samaj ma nhi aata
Karan :- Acha aisa.
Kritika :- Haaa
Karan Kritika ke upar aa jaata hai... Karan :- I love you
Kritika :- I love you too
By saying this Kritika kissed on karan's lips...... Karan too kiss her.... Kritika :- Chalo so jao
Karan :- aise kaise so jau aaj to anniversary hai so shaadi wali feeling bhi to aani chahiye naa
Kritika :- (blushing) koi jarurat nhi hai
Karan :- Bohot hai....
By saying this Karan kissed on her lips..... After that they spend their night...... #Scene change.... Sneha :- Kartik uss Naira ke aage pichs kyu ghumta rehta hai woh hoti hai to Kartik kisi aur pe dhyan hi nhi deta kahi Kartik aur uske beech nai ma aisa kaisa hone de sakti hu Kartik ka itne saalo ma intezaar kar rhi hu ma jitna Kartik se pyar karti hu utna koi nhi karta muje jald se jald apni feelings Kartik ko batani nhi to Naira mujse Kartik ko chinn legi... I love you Kartik.... #Scene change... Sab apne apne rooms ma so gye hote hai but Geet bahar garden na bethi hoti hai & uski eyea se Tears bahar aa jaate apna past yaad karke..... Maan apne room se dekhta hai ki Geet akeli bethi Ha isliye woh uske pas jaata hai to dekhta hai ki geet ro rhi hai to handkerchief offer karta hai.... Maan :- ๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡

Awesome Shayari ๐Ÿ˜˜ (@awesomeshayari)

#Kuch_Khatti_kch_Mithi_love_story

#Part_132
Breakfast finish krke sb kam me lag gye the sivay Swati zhoya aur sameer k.. newly married couple ko bhala koi kaise kam krne de n MeeR k strict instructions the k Swati ko koi kam nhi btayega. MeeR ne Swati ko ghr bhej diya tha taki wo rest kre. ย zhoya bethe bethe bor ho rhi thi wo uth k kam krne lgti h

Swatiโ€™ss mom: are are beta ye kya kr rhi hoโ€ฆ

Zhoya: plz aunty krne do n bethe bethe bor hogyi

MeeRโ€™s mom: (funny way) kr lo kr lo aram mehendi nikalne k bad khub kam krwaungi.

Sameer: are maa krne do kam krna chahti h to muzse bht kam krwaye h is ne ab ap le lo badla

Zhoya:(sameer ko angry look deti h Sameer face down kr leta h. Maa plz kch kam bta do aise to hm pagal hojayege

MeeRโ€™s mom: hahaha to jao packing kr lo

Sameer: kya maa itni preshan hogyi k ek din me bahu ko ghr se nikal rhi ho

MeeRโ€™s mom:(sameer ka kaan pkdti h) q beta honeymoon ni jana

Sameer: nhi *tbhi Swati n meer k dad waha ate h

Meerโ€™s dad: ye kya h sameer ab tum b meer ki trh apni manmani krne lage

Zhoya: nhi papa wo hmara decision tha Swati ki shadi h kch din bad aise me out of country hm kaise ja skte h

Swatiโ€™s dad: are koi bat ni ap log ja ao shadi k liye apni Khushi q sacrifice kr rhe ho

Zhoya: isme sacrifice kaisa uncle Swati meri b to behen h n sameer k liye Swati ki wahi value h jo MeeR ki h. *Swati k dad zhoya ki bat sun k ye sochne lgte h kaash Swati ka MeeR k liye pyr wo smj jaye meer se shadi hojaye to Swati is fmly me bht khush rhegi, same thought Swati k mom k mind me b arha tha.

Sameer: kya bat h uncle kis soch me pad gye

Zhoya: uncle ap tensn mat lo swati ki shadi meer se hi hogi (kch sec k liye jaise sb chup se hogye) aise mat dekhiye sameer ne hm sb bta Diya h

Swatiโ€™s mom: kya kre bete me to umid chod chuki
Zhoya: are aunty ap tensn mat lijiye bs kisi ek ki pehel ho jaye to bs sb dusra b pat se man jayega.

Sameer: madam ye bat hm sb jante h lekin undono ka dosti ka bhut utre to n.
Zhoya: ab tk hm ni the ab hm agye n hmare pas ek plan h q na fmly picnic chale?

Sameer: oye aj hmara walima h

Zhoya: to hm kb keh rhe aj jana h parso chalte h kal to sb thak chuke honge

Meerโ€™s dad: ๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡

Awesome Shayari ๐Ÿ˜˜ (@awesomeshayari)

#Kuch_khatti_kuch_mithi_love_story

#part_131

Swati meer k room me jati h bed pr Bethe Bethe meer ka wait kr rhi hoti hโ€ฆ Meer Swati k liye ek tub me garam pani le ata hโ€ฆ

Swati: aram se kaddu

MeeR: are chill yr

Swati: wht chill itna garam pani Tere upar gir gya hota to stupid

MeeR: gira to ni naโ€ฆ Chal ab is tub me pair dal k Beth ja

Swati apne dono pav tub me dalti usse pehle

MeeR: oye rukh rukh rukh

Swati: kya hua?

MeeR: me salt dalna bhul gya

Swati: tu kya muze pakane ki tayari kr rha h jo salt bhul gya

MeeR: yr tuze pkka ne me kaun time waste krega me to tuze aise hi kha jau

Swati: huh not so funny

MeeR: exactly not so funnyโ€ฆ Garam pani me salt dalke sek lene se jldi aram milta h stupid

Swati: accha

MeeR: ha mera bacchaโ€ฆ Rukh me abhi salt le aya *MeeR salt lekr ata h then tub me thoda dalta h

MeeR: chal sb pair dal k Beth ja bed pr

Swati: Okk ji.. (Swati aram se Beth jati h meer uske thighs pr sar rkh k let jata h)

Meer: yr aj bht maja aya nโ€ฆ

Swati:(meer k hairs me hath ferti h) ha yr bht maja aya sply dance me

MeeR: btw sb teri bht tarif krrhe the

Swati: krte q nhi meri dress tune jo select ki thi.

MeeR: wo dress to teri wajah se pretty lg rhi buddhuSwati: ha bs bs Tere pas hmrsha yhi line hoti h n

MeeR: are baba scchi. Teri ksm u r d most prettiest girl in my life

Swati:(blush) huh pagalโ€ฆ *Dono bate krne lgte h der rat tk aise hi bate krte krte unhe nind aajati h wo waise hi so jate hโ€ฆ *Next day morning*

Sb brkfst table pr brkfst kr rhe the MeeR n Swati ab tk so rhe the suddenly Swati ki nind khulti h.. Swati: oye kaddu uth jldi pagal

MeeR:aaamm kya h MeeRchi q subh subh chilah rhi h

Swati: pagal watch dekh 10:15 hogye uth ab

Meer: wht? Shit yr tune muze uthaya q ni

Swati: ab bak bak bnd kr aur chal jldi fresh hoke niche sb wait kr rhe hoge * Sb brkfst table pr already brkfst start kr chuke the. Swati n MeeR niche ate h.. Sameer: hogyi nind puri?

Swati: bhaiya ye n MeeR ki glti h rat bhr bate krta rha subh subh bs thodi ankh lgi thi uth k dekha to itna late hogya

MeeRโ€™s mom: koi bat ni Swati chalo tum dono b brkfst kr lo fir sham k function ki b tayari krni h n.

Swati: ni aunty muze Abhi bhuk nhi h me badme kha lungi ๐Ÿ‘‡
More...